Question: ASSLAMO ALAIKUM WA RAHAMTULLAHE
Kya farmate hain muftiayne sharimateen is bare me ki jaid ka eik dost bakar hai jis ne HUJOOR GAUSE PAK RAHMATULLAH TAALA ALAIH ke naam par mannat karke apne 2 saal ke farjand ko chandi ki do tawijen chand ki shakl me pahnayi hain is par jaid ne kaha ki chandi shraiyat me mardon ko haram hai to bakar ne jawab diya ki jayaj ho ya najayaj mujhe nahi pata maine GUASE PAAK RAHMATULLAH TAALA ALAIH ke naam par pahnayi hai to kya bakar ka aisa kahna samjhane ke bawjood sahi hai ya galat aur aisi chij jo shariyat me haram/mana hai uski mannat mangna kaisa hai aur jaid ka ye fail GAUSE PAAK RAHMATULLAH TAALA ALAIH ke naam par karna kaisa hai baraye meharbani jawab inayat farmakar mashkoor karein shukriya...