Question: Assalamo Alikum
Saudi Arab ke Hotels me 3 qism ka gosht (chicken aur mutton milta hai
a Saudi Arab ke ander hath se zibah shuda gosht
b Imported gosht jo pakistan se ata hai (aur ghalib guman hai ke haath hi se zibah hota hai
c Imported gosht jo ghair muslim mulk se ata hai (jese brazil, france waghera aur jis ka pata nahi hota ke machine slaughtered hai ya hath se zibah kia hua hai?? Aur musalman ne kia hai ya nahi (lekin packing per \"Halal\" ki stamp zarur lagi hoti hai
Ab mera sawal ye hai ke uper bayan karda Teeno qism ke gosht me se kaunsa halal hai aur kaunsa haram. Is soorat haal me jab ham hotel jaker khana khayen to agar wahan per koi musalman waiter ya manager confirm kerde ke ye saudi arab ka local gosht hai ya pakistani gosht hai to is ko kha sakte hain ya nahi? Fatwa aur taqwa dono hawale se irshad fermaiye? Mazeed ye bhi batadijiye ke Mujhe per kitni zimme dari aaid hoti hai aur mujhe kitni tehkeek kerne ki zarurat hai?