Question: assalam-o-alaikum
aapne mere Q.No 87 ka answer diya, par usme neeche diye gaye jumle ka zikr nahi tha
( December ka mahina tha , Ek din me apne shohar ko phone par nabi ki hadeees bata rahi thi, wo kisi kaam me buzy the to dhyan nahi de rahe the, to mene unhe kah diya \" KYA TUM KAFIR HO GAYE HO JO SUN NAHI RAHE\", jawab me unhone kaha, \" Too kafir ki aulad hai\"
mere khyal se ye alfaz nikalne par shaohar or biwi ka nikah toot gaya, kyun ki dono kufr ki had me aa gaye
biwi ne shohar ko kafir kaha, shohar ne bhi hadees jhutlayi
toote hue nikah me hi talaak hui to kya ho gayi,
hadde kufr tak pahunchne par to tajdeed-e-nikah ho sakta hai
kya shohar or biwi ko dobara se islam kubool karna chahiye